Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Feroz Khan
Home Feroz Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao milne do ab dil se dil ko mitne do majbooriyon ko sheeshe mein apne doobo do sab faaslon dooriyon ko aakhon mein main muskuraun tumhaare jo tum muskuraao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao hum tum na hum tum rahe ab kuchh aur hi ho gaye ab sapnon ke jhilmil nagar mein jaane kahaan kho gaye ab humraah poochhe kisi se na tum apni manzil bataao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao kal hum se poochhe na koi kya ho gaya tha tumhein kal mud kar nahin dekhte hum dil ne kahaa hai chalaa chal jo door peechhe kahin reh gaye ab unhein mat bulaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho naseeb insaan ka naseeb insaan ka naseeb insaan ka chaahat se hi sanwarta hai kya bura iss mein kisi par jo koi marta hai hum tumhen chaahte hain aise hum tumhen chaahte hain aise marne waala koi marne waala koi zindagi chaahta ho jaise hum tumhen chaahte hain aise rooth jaao agar tum to kya ho rooth jaao agar tum to kya ho pal mein aise lage pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho hum tumhen chaahte hain aise marne waala koi marne waala koi zindagi chaahta ho jaise hum tumhen chaahte hain aise raaaa raaaaa aaahhh ruuuuuu raaaaaaaa zara poochho to mera iraada zara poochho to mera iraada mujhe kis se hai pyaar mere dil ka hai kaun shehzaada zara poochho to mera iraada mere khaabon mein jo saj rahaa hai mere khaabon mein jo saj rahaa hai wo khuda to nahin par zamaane mein sabse juda hai mere khaabon mein jo saj raha hai zindagi bin tumhaare adhuri zindagi bin tumhaare adhuri tum ko paa loon agar tum ko
jeevan se bhari teri aankhen majboor karein jeene ke liye jeene ke liye saagar bhi taraste rehte hain tere roop ka ras peene ke liye peene ke liye jeevan se bhari teri aankhen tasveer banaaye kyaa koi kyaa koi likhe tujhpe kavitaa rangon chhandon mein samaaegi rangon chhandon mein samaaegi kis tarh se itni sundartaa sundartaa ik dhadkan hai tu dil ke liye ik jaan hai tu jeene ke liye jeene ke liye jeevan se bhari teri aankhen madhuban ki sugandh hai saanson mein baahon mein kamal ki komaltaa kiranon ka tej hai chehre pe kiranon ka tej hai chehre pe hirnon ki hai tujh mein chanchaltaa chanchaltaa aanchal ka tere hai saar bahut koi chaak jigar seene ke liye seene ke liye jeevan se bhari teri aankhen majboor karein jeene ke liye jeene ke liye saagar bhi taraste rahte hain tere roop ka ras peene ke liye peene ke liye jeevan se bhari teri aankhen
o nadiyaa chale chale re dhaara o nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga jeevan kahin bhi thahrtaa nahin hai jeevan kahin bhi thahrtaa nahin hai aandhi se toofaan se darta nahin hai tu na chalega to chal dengi raahein hooooo tu na chalega to chal dengi raahein manzil ko tarsengi teri nigahein tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga o nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga ho paar hua woh raha jo safar mein paar hua woh raha jo safar mein jo bhi ruka ghir gaya woh bhanwar mein naav to kya beh jaaye kinaaraa hoooo naav to kya beh jaaye kinaaraa badi hi tej samay ki hai dhara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga hooo nadiyaa chale chale re dhaara chanda chale chale re taara tujhko chalna hoga tujhko chalna hoga
dil karta o yaara dildaara mera dil karta o yaara dildaara mera dil karta aisa kuchh kar paayen yaadon mein bas jaayen hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa jalti mashaalen le ke milne ki raaton mein milne ki raaton mein aage aage hum chale yaaron ki baaraton mein yaaron ki baaraton mein phanse koi bholi bhali apni bhi baaton mein apni bhi baaton mein kisi ki kalaayi aaye apne bhi haathon mein apne bhi haathon mein hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa nit nayi dhoome mache nit naye mele hon nit naye mele hon pariyon mein ghire rahen kabhi naa akele hon kabhi naa akele hon ghum ki ghataayen hon ke khushiyon ke relen hon khushiyon ke relen hon donon se nibhane waale hum albele hon hum albele hon hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa hum saa jiyaala koi mile naa hazaaron mein mile naa hazaaron mein mare chaahen jiyen rahen agali kataaron mein agali kataaron mein jhalke humara lahoo kal ki bahaaron mein kal ki bahaaron mein ashkon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ki Giraah Khol Do Raat Aur Din (1967) 04:54 20365
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis, Feroz Khan
Duration : 04:54   Song Number : 20365   

Hum Tumhen Chaahte Hain Qurbani (1980) 07:26 17920
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Manhar, Anand
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Feroz Khan
Duration : 07:26   Song Number : 17920   

Jeevan Se Bhari Teri Safar (1970) 04:07 20667
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Feroz Khan
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:07   Song Number : 20667   

Nadiyaa Chale Chale Re Safar (1970) 04:36 14106
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:36   Song Number : 14106   

O Yara Dildara Aadmi Aur Insaan (1969) 03:39 21067
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Feroz Khan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:39   Song Number : 21067   
Karaoke Songs of Feroz Khan, Sad Songs of Feroz Khan, Love Songs of Feroz Khan, Dance Songs of Feroz Khan, Hip-hop songs of Feroz Khan, Best songs of Feroz Khan, Super hit songs of Feroz Khan, hit songs of Feroz Khan, duet songs of Feroz Khan, solo songs of Feroz Khan, old songs of Feroz Khan, famous songs of Feroz Khan, Hindi Karaoke Songs of Feroz Khan, Hindi Sad Songs of Feroz Khan, Hindi Love Songs of Feroz Khan, Hindi Dance Songs of Feroz Khan, Hindi Hip-hop songs of Feroz Khan, best Hindi songs of Feroz Khan, super hit Hindi songs of Feroz Khan, hit Hindi songs of Feroz Khan, duet Hindi songs of Feroz Khan, solo Hindi songs of Feroz Khan, old Hindi songs of Feroz Khan, famous Hindi songs of Feroz Khan, Sing Along Songs of Feroz Khan, Sing Along Sad Songs of Feroz Khan, Sing Along Love Songs of Feroz Khan, Sing Along Dance Songs of Feroz Khan, Sing Along Hip-hop songs of Feroz Khan, Sing Along Best songs of Feroz Khan, Sing Along Super hit songs of Feroz Khan, Sing Along hit songs of Feroz Khan, Sing Along duet songs of Feroz Khan, Sing Along solo songs of Feroz Khan, Sing Along old songs of Feroz Khan, Sing Along famous songs of Feroz Khan